
Weddings
Grand wedding celebrations aur baraat arrangements.
Dhol, Band, Ghodi, Baggy, Doli aur Wedding Decoration — aapki shaadi aur har khushi ko banaye shandar aur yaadgar.
Shagun Dhol Group & Events ki shuruaat 2001 mein ek hi sapne ke saath hui — har shaadi aur har khushi ko dhol ki thaap se yaadgar banana. 25 saal baad bhi wahi josh aur wahi lagan hamari pehchaan hai.
Hamari 25–30 anubhavi kalakaaron ki team aapke function ko shandar andaaz mein sajati hai, aur 1000 se zyada events mein humne parivaaron ka bharosa jeeta hai.
Shagun Dhol Group & Events — shaadi ki baraat se lekar har khushi tak, complete wedding & event solutions ek hi chhat ke neeche.
Complete Wedding & Event Solutions Under One Roof
Your Celebration, Our Commitment
Experienced aur trained event professionals ki dedicated team.
Har event mein attractive presentation aur premium decoration.
Dhol se lekar Ghodi, Band, Car, Decoration aur traditional services — sab ek jagah.
Event timing ki importance ko samajhte hue timely service.
Aapke event, guest count aur budget ke according customized arrangements.
Ghaziabad ke saath Delhi NCR ke aas-paas wedding aur event services.
For Every Special Moment

Grand wedding celebrations aur baraat arrangements.

Ghodi, Baggy, Vintage Car, Dhol aur Chatar Light ke saath royal entry.

Elegant decoration aur musical entertainment.

Birthday, anniversary aur special celebration arrangements.

Shahnai, Doli aur traditional wedding services.
Simple Steps For A Grand Celebration
Call ya WhatsApp par apne event ki details share karein.
Date, venue, service aur event requirements discuss karein.
Aapki requirement ke according suitable package aur quotation.
Booking confirm karke apni event date reserve karein.
Hamari professional team scheduled time par venue par pahunchti hai.
Aap celebration enjoy karein — event ka grand experience hum sambhalte hain.
Aapki Baraat ko banayein energetic, royal aur unforgettable.
Book Your Event TodayHappy Clients, Our Biggest Achievement
“Bahut hi energetic team thi. Baraat mein sabhi guests ne bahut enjoy kiya. Service excellent thi.”Rahul Sharma
“Ghodi aur Dhol service bahut achhi thi. Team time par aayi aur arrangement bilkul perfect tha.”Neha & Family
“Vintage car aur wedding decoration ka setup bahut beautiful tha. Professional service.”Amit Verma
“Booking se lekar event completion tak team ka response bahut achha raha.”Priya Singh
Aapke wedding ya special event ke liye perfect service combination choose karne mein hum aapki help karenge.
Form bharkar bhejne par aapka message WhatsApp mein khulega. Map par apna area chunein.
Shagun Dhol Group & Events
Shop No.04 Flower Market, Near Railway Station Mode, GT Road, Ghaziabad, UP 201001